Stale Hindi Jokes
Pappa: mummy kyu chup baithi hai?
Santa: kuch nahi, mummy ne lipstick maangi thi, lekin maine fevistick de diy
Boy: tumhaara naam kya hai?
Girl: sab mujhe 'behan' bulaate hai
Boy: wah, mujhe sab 'jeeja' bulaate hai
1st behra scooter khinch ke leja raha tha
2nd behra-kya hua petrol katam ho gayi kya?
1st behra-nahi yaar, petrol khatam ho gayi
2nd behra- acha mujeh laga petrol khatam ho gayi.
Ram: jab bhi meri biwi se jagda hoti hai to main ghar ke kuye ko bandh kar deta hoo.
Shyam: kyu? tumhaari biwi usme kood jaayegi kya?
Ram: nahi re. woh mujhe kuye ke andar giraa degi, isiliye
Maa: pappu ko kutte ne kaata kya? jaldi doctor ke paas le chalo
Ramu: lekin woh kutta to kabkaa bhaag chukaa hai
1st wife: suna ke tumhaara pati kue gir ke mar gaye.
2nd wife: haa behan
1st wife: ab tum kya kar rahi ho?
2nd wife: kue ka pani chodke nal ki pani se kaam chalaa rahi hoo
Hindi Jokes
Dukhaanwaala in ICU: beta, mujhe dekhne kaun kaun aaya hai?
His son: pappa, family ke sab log yaha hai.
Dukhaanwaala: gadha, agar sab log yaha hai, to dukhaan mein kaun hai?
Baap: exam kaise rahaa?
beta: bahut mushkil tha. koi bhi question mujhe nahi pataa tha.
baap: toh likhaa kya tune?
beta: paper khaali to nahi chod sakta hoo na. isliye sab questions ka answers diya, jo unhe pataa nahi hoga
graahak: kaunsaa soap achcha hai?
dukhaanwala: dettol hai
graahak: to, aap usme apna haath do ke mujhe 2 kilo chaawal deejiye
Shyam: maine apni beti ka shaadi sirf 1500 rupaye mein kiya.
Ram: woh kaise?
Shyam: maine use 1500 ka ek mobile dilaaya. usne love marriage karliya.
Bhagwan: hum tumhaare tapasya se prasanna hue. 2 vardhaan maang lo.
Bhakt: pehle vardhaan yeh hai ke, mujhe neend mein hee marna hai
Bhagwan: thataastu, doosra kya hai?
Bhakt: doosra yeh hai ke, mujhe kabhi neend nahi aani chaahiye.
Boy: hey bhagwan, maine kabhi galat kaam nahi kiya hai. phir bhi mujhe koi ladki pyar nahi karti hai?
Bhagwan: bhakt, sajjano ke saath hamesha achcha hi hota hai. un mein se yeh bhi ek hai. santusht raho
Average Hindi Jokes
Customer: aap har somvaar hotel ko chutti kyu dete ho?
Hotelwaala: kyunki hafte me us din hee hum saare bartan saaf karte hai
Customer: Bhaisaab, ek cup chaai dena.
Hotelwaala: kaunsa doo sir? special ya ordinary?
Customer: dono me kya farakh hai?
Hotelwaala: cup saaf karke doo, to special. aise hee doo to ordinary
ek baar phir pappu fail ho gaya aur uske pitaa use daant rahe the,
pitaji: padosi ladki ko dekho, woh first class mein pass hui hai aur tum ho, besharam
pappu: hamesha usi ko dekh rahaa tha, isiliye fail ho gaya
dadaji: raju, tumhaari teacher aa rahi hai. jaake chup jaao
raju: oh! pehle aap jaake chup jaao.
dadaji: kyu?
raju: kyunki kal maine aapka guzar jaane kaa bahaane karke chutti liyaa thaa
gusse se customer: waiter!! soup laate waqt toone usme apna ungli kyu daalaa tha?
waiter: no problem sir!! soup zyaada garam nahi hai
Boy: maine nayaa mobile khareeda hai.
Girl: chalo, mujhe party dhilaao
Party ke baad,
Girl: party ke liye paise kahaa se laaye?
Boy: nayaa phone khareeda tha na, use bhech diya
Stale Jokes in Hindi
TEACHER : PAPPU, map pe India ko pehchaano.
PAPPU : yeh raha!
TEACHER : Sahi hai. ab bachcho, India ko kisne aavishkar kiya
Class: Pappu
Student: sirji, yeh kya hai?
Sirji: Question Paper.
Student: aur yeh kya hai?
Sirji: answer paper
Student: kya naa insaafi hai. question paper mein question hai, par answer paper mein answer nahi hai :-(
Doctor: tumhe 20 stitches daalni hogi.
Patient: teek hai, lekin stitches ka design achchi rehni chaahiye.
Patient1: tumhe kaise pata chala ke waha nakli doctor hai.
Patient2: uska handwriting bahut achchi hai yaar, toh wah kaise doctor hoga.
Patient: Doctorji, ek baat mein aap bahut lucky ho.
Doctor: woh kaunsi baat hai?
Patient: agar aapko kuch ho gaya to aapka operation aapko nahi karni padegi. to aap lucky ho na.
Doctor: yeh tonic hai. roz 4 teaspoons lena.
Patient: lekin mere ghar mein sirf 1 hi teaspoon hai doctor
Santa: mera brush kyu aisa hai? tune kuch kiya kya?
Beta: kuch nahi kiya pappa. sirf tommy ka daant saaf kiya :-)
Stupid Hindi Jokes
Ram scooterwaale se: tumhe teek se signal dena aata nahi hai kya?
Scooterwaala: kyu?
Ram: pehle left signal diye aur baad me right de rahe ho, lekin seede hi jaa rahe ho.
Scooterwaala: arey bhai, mujhe seedhe jaana tha. lekin galti se left signal kiya. phir use cancel karne ke liye right signal diya. to sahi kiya na?
Ramu: tumhe kaisa pata chalaa ke woh nakli doctor hai?
Shyamu: usne stitches daalne ke liye tailor ke pass beja
Teacher: 1 apple ko 4 log kaise khaayenge?
Student: muh se
Teacher: sher ko dekhke kaun nahi daregaa?
Student: doosraa sher
Teacher: bachcho ab main is keede ko is alcohol ke bottle mein daal rahi hoo. bolo kya hua?
Student: keedaa mar gaya madam.
Teacher: isse tumhe kya gyaan milta hai?
Student: yehi ke agar hum alcohol piyenge to hamaare pet jo keede hai, woh mar jaayenge
Student: is book mein itne saare scientist aur unke number dee hai. kaise yaad rakhu sir?
bahut mushkil hai
Teacher: itna bhi mushkil nahi hai. kyunki woh telephone directory hai.
TEACHER : PAPPU, "I" se ek vaakya banaao.
PAPPU : I is...
TEACHER : nahi PAPPU, hamesha "I am." se shuru karo
PAPPU : Teek hai teacher, "I am the ninth letter of the alphabet."
Stale Hindi Jokes
Customer: Koi ladkiwaali mobile dikhaaoji?
Dukhaandhaar: ladkiwaali mobile kya hai?
Customer: wahi yaar, jisme sirf missed calls jaate hai!!!!
sweety: pappa, dekho mere jokes newspaper print huaa hai :-)
pappa: arey, yeh kya kee hai? koi dekhegaa to hasegaa beti
pappu ro rahaa tha. tab banta ne poocha: Kyu ro rahe ho?
pappu: mere pappa ne kele pe pair rakh ke gir pade
banta: ro mat. pappa ko kuch nahi huaa na. phir bhi itnaa kyu ro rahe ho?
pappu: mere paas sirf ek hi kelaa tha :-(
pappu: pappa...pappa... mujhe baansuri dilaao na. seekhloonga.
pappu ke pappa: nahi beta... har waqt baansuri bajaate tum ghar mein sabko disturb karoge
pappu: nahi pappa. ghar mein sab log sone ke baad hi main baansuri bajaana shuru karungaa
Paper ka headline: Ek bhaag ne raju ko maar diyaa
Reason: Raju ne bhaag ko dekhkhe bola thaa "Kitnaa badaa billi hai!!!!"
Hotel ka maalik apni waiter se: kaam ke waqt kahaa jaa rahe ho?
waiter: kuch nahi sir, kisi achche hotel mein naashtaa karne jaa rahaa hoo. 10 minute mein aa jaaunga.
Salesman: sir, yeh kapda super quality ka hai. kabhi phategaa nahi.
Customer: tab mujhe kaise 1 meter cut karke doge. mujhe nahi chaahiye chodo.