Wednesday, December 29, 2010

Happy New Year........

Happy New Year

Happy New Year.................... For my all Friend's

Friday, December 24, 2010

Christmas gift suggestions:

Christmas gift suggestions:
To your enemy, forgiveness.
To an opponent, tolerance.
To a friend, your heart.
To a customer, service.
To all, charity.
To every child, a good example.
To yourself, respect.

Somehow, not only for Christmas

Somehow, not only for Christmas, But all the long year through, The joy that you give to others, Is the joy that comes back to you. And the more you spend in blessing, The poor and lonely and sad, The more of your heart's possessing, Returns to you glad.

Christmas is not a time nor a season

Christmas is not a time nor a season,
but a state of mind.
To cherish peace and goodwill,
to be plenteous in mercy,
is to have the real spirit of Christmas

Not only for Christmas

Somehow, not only for Christmas,
But all the long year through,
The joy that you give to others,
Is the joy that comes back to you.
And the more you spend in blessing,
The poor and lonely and sad,
The more of your heart’s possessing,
Returns to you glad.

Tuesday, December 14, 2010

Aise pyaare mausam mein

Aise pyaare mausam mein naapko yaad karta hai ye dil..
kaash aap yahan hote...
baarish ki in boondo ke saath aapko mehsus karta hai ye dil....
kaash aap yahan hote....
Jaane ye mann kya chah raha hai...
bas aapko hi har taraf dhoond raha hai...
aao mere pas aao..
yu na ab mujhe satao....
aapki har khwaish puri karne ka intezaar hai kyunki mujhe aapse bahut pyaar hai....
Is pyaar ko kaise jatau main...mere dil ke haal kaise batau main....
aise pyaare mausam mein aapko yaad karta hai ye dil...
pyaar se pyaar karne ko chahta hai ye dil...
kaash aap yahan hote.....

Hum chahte hi nahi ki muhabat ho jaye

Hum chahte hi nahi ki muhabat ho jaye,
karogi muhabat to chere pe udasi chayegi,
jo chayegi udasi tujhe,
nind na aayegi to chere pe asar aayega,
chere pe asar aayega to tum najare churaogi ,
phir na jane kab tak mujhse milne na aaogi,
tum milne na aao mujhase aaisi nobat hi kyon aaye,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye
Karogi muhabat to kuch yun muhabat hogi,
kabhi sak hoga mujh pe kabhi sikayat hogi
jinse vasta nahi adavat hogi,
sahar se nafrat duniya se bagawat hogi,
mera naam lekar log tujhe bulayge,
en harkato se ek din ukta jaogi,
mujhe pathar ki tarha thukra jaogi,
tum thukrao mujhe aaisi nobat hi kyon aay hum ,
Krogi muhabat to roz mulakat hogi,
waqt jaya hoga fizul baat hogi,
saam ko taane denge kuch log,
ghar phuncte-2 raat hogi,
puchenge gharwale to kya btaogi,
jhooth bologi ya khamosh ho jaogi,
soch kar din ki baato ko muskuraogi raat bhar,
nind na aayegi tumhe jagogi raat bhar,
chid chidi ho jaogi jab dost chidayge,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye
hum sah jayege tum na sah paogi,
kaise zamane ke sitam uthaogi,
samajayege gharwale to mujh se khafa ho jaogi,
main tanha rah jauga tum bewafa ho jaogi,
tum ho jao bewafa aaisi nobat hi kyon aaye,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye

"Sagar aur uski lehrein"

"Sagar aur uski lehrein"

Uthane se leharo ke sagar me hui zara hulchul
jaise lehron ne chaha pana bas kisi ko ek pal.
Baarish ki bundein bhi giri sagar me,
nadiyan bhi jake mili sagar me,
lekin aietraz hai sabko lehron ke uthane se sagar me.
Hui lgon ko shikayat tez leharon se,
chaha unhone ki ho jaye wo dur sagar se.
Mila sagar ki leharon ko toofan ka naam,
lekin kar nahi sakta koi sachhe pyaar ko badnaam.
Duniya ki nazron me lehrein toofan ban gayi,
par sagar ke liye wo, uski pehchaan ban gayi.

Mauhabbat ek ehsasson ki pawan si kahaani hai

Mauhabbat ek ehsasson ki pawan si kahaani hai
kabhi kabira deewana tha, kabhi meera diwani thi
yahaan sab log kehte hain meri aankhon mein aasoon hain
jo tu samjhe to moti hai, naa samjhe to paani hai

samandar peer ka andar hai lekin ro nahin sakta
ye aasoon pyaar ka moti hai isko kho nahin sakta
meri chahaht ko apna tu bana lena magar sun le
jo mera ho nahin paaya wo tera ho nahin sakta

Ki brahmar koi kumudni par machal baitha to hangama
hamaare dil mein koi khwab pal baitha to hungama
abhi tak doob kar sunte the sab kissa mauhabbat ka
mein kisse ko hakikat mein badal baitha to hungaama

Monday, November 8, 2010

Tanha hota hon gungunata

Tanha hota hon gungunata hon Mai tumay roz kuch sunata hon Dard k pahaloun may jeeta hon Aur rah rah tumay bhulata hon Husn k ek jhalak k khatir Kahkashoun se dil lagat hon Sochta roz na jane kya kya Khuld ki wadiyon may jata hon Khojta kuch dimag may har so Har tasawur may tumay pata hon Chasm tar hai azal se dekho to Pir b kehte ho dil dhukata hon

Saturday, October 2, 2010

Do you know how I feel when you touch my heart

Do you know how I feel when you touch my heart
Can you hear me cry inside at your silent embrace
Do you see the fear I keep hidden away
Can you feel the
pain I never show
I can't help but smile when you touch my heart
You can't know the warmth it brings me
I can't bring myself to share the
love
You can't see the hope in my soul
If only I too touch your heart
I only try to ease your
fears
If only I could help as much
I only wish I were as true
Do you know you touch my heart
I
love you being in my life
Do you feel the way I do
Do you know you touch my heart

Is kardar yaad aaye tum

Is kardar yaad aaye tum

ke kabhi juda na they hum

zindagi ki safar mein chalthe rahe

bus aapke yaadon ke sahare

basaye huye tumhe apne dil me

sang jiske jude huye kayi sapne

par na socha ki bewafa hoge tum

Jee lenge yaadon ke sahare hi hum.

I miss u vish

Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya,

Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya,
Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay,

Aaj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain,
Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay,

Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Hua,
Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay,

Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh,
Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay....

waqt to kismat ki tarah hai

waqt to kismat ki tarah hai
jo kabhi bhi badal sakta hai
aaj apne jeevan ki kaali raat ko
kal tu jagmagaate sitaron se bhar sakta hai

Woh ishq jo hum us se karte the

Woh ishq jo hum us se karte the
Woh ishq to zinda aaj bhi hai
Tum door hue majboori main
Hum toot gaye is doori main
Kabhi waqt mile to aajana
Khula Dil ka darwaza aaj bhi hai..

D.Panthi

DIL SE JODA EK TAAR HAI..

DIL SE JODA EK TAAR HAI..
JO HAR DIL TAK NAHIN POHOCHTA HAI..
JODJATA HAI JISS DIL SE...
US DIL KO NAHIN BHOOLATA HAI...

DIL KE TAR KO CHEDO MAT
YE HUMARA SUR TAZ HAI.
HUME AAP NA DIL KA TAR AAP SE JOD DIYA
AUB YE AAP KI ANKHO KI
JAIL MAIN GIRFTAR HAI....

D.Panthi

Chaha to bohut tha lekin woh mila hi nahi,

Chaha to bohut tha lekin woh mila hi nahi,

Laakh koshish ki mager yeh fasla mita hi nahi,

Na jane zamane ne majboor is qader kar diya,

Ke woh meri kisi ada pay thera hi nahi,

Mein tamamdjluv koshishoo ke bawajoud har gaai,

Wo usay mil gaya jis ne is ko manga hi nahi,

Her ik say poucha tere na milne ka sabub,

Her ik ne kaha woh tere liye bana hi nahi,

Itni shiddut say chaha tha us ko,

Is duniya may shayed wafa ka sila hi nahi

har taraf khamoshi ka saaya hai,

har taraf khamoshi ka saaya hai,
jese dekho wo he paraya hai.
ger pade hai hum mohaabat ke chaah me
aur log kahte hai dekho pee kar aaya hai.

D.panthi

Wednesday, September 29, 2010

kya itni aasan si hain baat

kya itni aasan si hain baat
kya itni aasan si hain zindagi ki rah
khushiya aisi hi apne aap aake dastak deti hain
dhadkane aise hi kisi ajnabee ke liye dhadakti hai

Zindegi ka maaza humse puchiye,

Zindegi ka maaza humse puchiye,
pal do pal ki saaza humse puchiye,
Unko bhulane ko dil chahata nahi,
Kishto me khud-khusi ka maaza humse puchiye.

shoke didar agar hai

shoke didar agar hai to nazar rakhna sikho
shohke mohbat ka rahkte ho to dil me dard rakhna shikho

D.panthi

yaad kisi ko karna ye bat nahi jatane ki,

yaad kisi ko karna ye bat nahi jatane ki,
dil par chot dena adat hai jamane ki,
hum apko yaad bilkul nahi karte,
kyunki yaad karna ek nishani hai bhul jane ki...

I miss u vish

Hamre baare main hum kuc

Hamre baare main hum kuch nahin jante kyoun ki hum hamre
nahin rahe....
sirf use hi yaad karte hain jisne hume yaadon ke sune sune jangal main akela chod diya....
hamara safar abhi bhi jari hain
rasta hain magar manzil nahin hain koi....
sirf chalte raho chalte raho
is safar main mera makam na koi...

Hum kho gaye to rahon me dhunda karogay tum,

Hum kho gaye to rahon me dhunda karogay tum,
Har aik ko rokkey pucha karogay tum,
Hum kehtey they hum se barohuo na dosti,
Tanhai me beth kar phir roya karogay tum.

D.panthi

jise . . . hai . . . uski . . . ho tum . . .


jise husne ki tarif kahete hai....uski tasveer ho tum.
jise loog dewana kahate hai...uski taqdeer ho tum!

zindgi ki kasti kab lage kon se kinare,

zindgi ki kasti kab lage kon se kinare,
kab milengi manchahi bahare,
jeena to padega hi kaise bhi pyare,
kabhi dosto ki bheed me kabhi tanhai ke sahare.

khud ki mahobat ko fanaa kaun karega


khud ki mahobat ko fanaa kaun karega
sabhi nek banenge to gunaah kaun karega
ye khuda sanam bewaafa ko bachaye rakhna
varna hamare maut ki dua kaun karega

Ham To Unhe Yad Aj Bhi Kar Hi Rahe H

Ham To Unhe Yad Aj Bhi Kar Hi Rahe Hai,
Apni Jan Unpar Is Kadar Luta Rahe Hai,
Sargam To Unhone Gam Bhari Bna Di,
Aur Ham Hai Ki Usi Ka Saj Chede Ja Rahe Hai.

is dil pe meraa naam likh lenaa..

is dil pe meraa naam likh lenaa..
har shaam pe meraa naam likh lenaa..
zindagi mai kabhi tanhaai mahsus ho..
us tanhaai mai meraa naam likh lenaa..
naa rahoge tum tanha fir kabhi...
ek baar mere haath ko apne haath mai le lenaa..

maine usko Salaam likh bheja l

maine usko Salaam likh bheja l
hal-a-dil tamaam likh bheja ll
maine pucha tere houat kaise hai l
usne jaam likh bheja l
maine pucha teri aankhe kaisi hai l
usne kudrat ka inaam likh bheja ll
maine pucha kab hongi mulakat l
usne kayamat ki shaam likh beja ll
maine pucha itna pareshan kyu hoti ho l
usne javani ka intakaam likh bheja ll
maine pucha tumhe kya achha nhi lagta l
jalim mera naam likh bheja ll

jab sil sila wafa ka chalaya tha,

jab sil sila wafa ka chalaya tha, kya andaz nahin tha aag ka
patte kya hawa denge aag ko, aag to apne di hai apni aag ko
ab gujragi yeh jindagi ro ro kar
bus intizaar karo ki yeh ansoon bhuja de is aag ko

Yea tumhara kaisa pair hai,

Yea tumhara kaisa pair hai,
jo mujhko khushi ki jagha sirf gam dete hai,
ankho ko nid ki jagha anshu dete hai,
firvi tumhe meri hi jarurat hai,
batao jara yea kaisa pair hai.

Dur se dekhti ho tum mare taraf
samne kabhi aati nehi ho,
sms bhej kar hal puchti ho
khabi bat nehi karti ho,
agar mujhse thmhe pair hai,
to bolo yea kaisa pair hai.

Akhir kon hai tu jo muje bchane chla aya,

Akhir kon hai tu jo muje bchane chla aya,
mere jan se piare ne to chod diya tha muje mrne k lie,
akhir tuje muj mein kya njr aaya ,
jo shara dene chla aaya ,
aise lga jese kisi ne piase ko pani,
aur bhookhe ko ek jam meh ka pilaya,
mein to mr rha tha ,
dukh to mera apna tha ,
khud ko hi khud se bekhbr kr rha tha,
phir tuje bhi kyu ni muje tdfte ko dekh kr sbr aya, mein to chl dia tha dunia ko thukra kr,
mein to chl dia tha sb ko apni khani suna kr,
phir tuje hi kyu phoolon k kanto mein fsa bhnvr najr aya,
muje nhi thi umeed itni bhi k muje kbr tk bhi le aaega,
is lie e khud ne hi khodi kbr ,
betha tha mot ke intjar mein bekhbr,
phir tu hi kyu mere magr aaya,
jnaza koi uthata mera,
esa to muje koi apno mein bhi njar na aaya

hum ne pyaar kiya tha tumse

hum ne pyaar kiya tha tumse
tum dil tod doge pata nahi tha
kiya tha bharosa sirf tumpe hi
tum hamara bharosa to d jaoge pata nahi tha
hame to aas thi aapki dosti ki
par tum dushmani kar jaoge pata nahi tha
main to sirf tumko hi chahta tha dil se
tum bhi kisi ko chahoge dil se pata nahi tha

Monday, September 27, 2010

Muhabaton mein adawaten kaisi

Muhabaton mein adawaten kaisi
Chahna kisi ko to phir shikayten kaisi
Jab tumhen uss par aitbar hai itna
To zra zra si baat par wazahaten kisi

Khoye huye lamho ko may aaj phir se jine lagi

Khoye huye lamho ko may aaj phir se jine lagi
Khoye huye manzilo ko aaj may phir se pane lagi
Lagta hai ab ye jindegi sambhal jayegi
Adhure baatey ab koyi nayi kahani likh jayegi.
Ye kaisi ahesas hai, ye kaisi pyaas hai tere liye
Dur hai tu intna phir bhi ku lagta hai ke tu dil ke karib hai

Mujhse mere yaar rutha jabse

Mujhse mere yaar rutha jabse
Mano mujhse sara duniya rutha tabse
Suraj bina jaise din na ho sunhera
Mano mere yaar bina meri jindegi hai adhura.

Aisi kya khata hui hai mujhse bhala

Aisi kya khata hui hai mujhse bhala
jo saza mili hai mujhe tujhse bicharne ki
mohabbat ka dusra naam agar judai hai to
aye mere Moula, dilo ka rishta banata hai ku.

Deven panthi

Ankho may nami hoto pe mayusi,

Ankho may nami hoto pe mayusi, yahi hasil hote hai mohobbat may
Anjam jante hai log phir bhi ku chal par te hai is raho pe
Khuda bhi kamal karta hai jo is tarah ke mohabbat bikhar ta hai
Mohhabbat may aisi na anjam de khuda tu, ke tera naam mith jaye is jaha se.

Aapse pyar karke hume thofe may mili tanhayi

Aapse pyar karke hume thofe may mili tanhayi
Dil may aapko basake hume badle may mili ruswayi
Shisha samajh ke aapne mere dil ko tora istarah
Kya batayu duniya walo humne roya khun ke ansu kis tarah

Mout ko apnane chali thi may

Mout ko apnane chali thi may
Wo hume jindegi ka matlab sikha gaya
Badnasib hu main intni ke
Use apna kar bhi na apna kehe paya.

Tuta ho dil to dukh hota hai...

Tuta ho dil to dukh hota hai...
karke mohabat kisise ye dil rota hai...
Dard ka ahesas to tab hota hai...
jab Mohabat pane ke baad koi khota hai...!!!

Khud ko khud ki khabbar na lage,

Khud ko khud ki khabbar na lage,
koi achha bhi is kaddar na lage....
Aapko dekhna hai bus us nazar se
jis nazar se aapko nazar na lage...

Deven panthi

Har kadam pe imtihan leti he jindagi,

Har kadam pe imtihan leti he jindagi,
Har waqt naye sadme deti he jindagi,
Hum jindagi se shikwa kaise kare,
Ki apsa pyara dost bhi to deti he jindagi...

Kya kahen hum kaise tujhse door ho gaye

Jo Saaz Se Nikli Hai, Woh Sada Sab Ne Suni Hai

Jo Saaz Se Nikli Hai, Woh Sada Sab Ne Suni Hai
Jo Saaz Pe Guzri Hai, Woh Kis Dil Ko Khabar Hai?

Raste Main Gire Hain Phool, Uthata Hai Koi Koi

Raste Main Gire Hain Phool, Uthata Hai Koi Koi
Muhabbat Karte Hain Sabhi, Nibhata Hai Koi Koi

Deven panthi

Galat nahi ke zamane main lajawaab hain hum

Galat nahi ke zamane main lajawaab hain hum
Samajh sake na koi, woh kitaab hai hum

Deven Panthi

Tere Aazad Bande Ki, Na Yeh Duniya Na Woh Duniya

Tere Aazad Bande Ki, Na Yeh Duniya Na Woh Duniya
Yahan Jeene Ki Pabandi, Wahan Marne Ki Pabandi

*******************************************
Mujse Itana rista banaye rakhna
Mera Pyaar dil mai basaye rakhna..
Wakt ko koi bandh nahi sakta par is
Pyaar ko palko me sayaye rakhana

******************************************

Tanha na hoti humari ye jindegi kabhi

Tanha na hoti humari ye jindegi kabhi
agar wo humse bewafa na karta
kushi ka bhi umid na karti kabhi
agar wo hume pehle hi rula deta.

Aaj phir se unki yaad humme sata gaya

"Aaj phir se unki yaad humme sata gaya
Aur badle may in ankho may asu de gaya"
..............Deven Panthi

Aksar may unki tasbeero se baatey kiya karti hu

Aksar may unki tasbeero se baatey kiya karti hu
Aur unki har ek baato ko yaad karke muskurati rehti hu
Duniyawale kehte hai ke mujhpe koi nasha sa chaya hai
Par a duniyawalo ye koi shabab ka nasha nahi
Ye to unki pyar ka nasha hai jo mere har ek ruha may chaya hai.

Intezaar to kareiN ke jab vo aaye bhi

Intezaar to kareiN ke jab vo aaye bhi
Bhool jaayeiN hum chhodeiN jo mere saaye bhi

Kal subah yeh zindagi jo na rahi
Tamaasha dekheNge apne aur paraaye bhi

Vo gair hai to gair ban-na bhi seekh le
YaadoN meiN aake baar-baar aazmaaye bhi

Kehta hai duniya ko chhoD dega humeiN
MuD ke dekhe baar-baar, ghabraaye bhi

Yeh kaisa khuda hai mere dosto
Khud hi lagaaye aag, khud hi bhujaaye bhi

Shikwa bhi to kya kareiN hum kisi se
Khoya ik humsafar to lakhoN rehnuma paaye bhi

Usne kaha ke may pyar ke kabil nahi

Usne kaha ke may pyar ke kabil nahi
Jindegi ne kaha ke may jindegi ke kabil nahi
Jayu to jayu may kaha ab, ku ke
Mout ne kaha ke may is mout ke bhi kabil nahi.

Bewafaiyo ka kami na thi is mehafil may

Bewafaiyo ka kami na thi is mehafil may
Aaj aur ek in bewafaiyo may shamil ho gaye
Hum to unse beinteha pyar karte hai
Shayad un ko wafa ki adat nahi hai.

Hoto pe hasi leke chal diye hum ne

Hoto pe hasi leke chal diye hum ne
Par ankho ki nami ko chupayu kaise
Dil may jo dard chupaye rakke hai humne
Us dard ka ahesas hai kya use.

Bechan si ku ho rahi hai ye dil apse baate karne ko

Bechan si ku ho rahi hai ye dil apse baate karne ko
Ku tarap rahi hu may itna ,pal bhar ki kushi pane ko
Rukh rahi hai ab sase meri, kabu na kar pa rahi hu is dil ko
Ab itna bhi intezar mat karwayo, ke agosh may karlu maut ko

Kis liye intezar karti hu may tumhara, 2

Kis liye intezar karti hu may tumhara, 2
ye sawal to mere dil main bhi aya hai.
Is dil ko tumhara adat si ho gayi hai shayad , 2
Is liye hum dil jalaye behte hai.

Mout se pehle hume ek bar ji bhar ke ji lene do, 2

Mout se pehle hume ek bar ji bhar ke ji lene do, 2
Jindegi ki har ek pal ko aaj mehesoos kar lene do
Rok na sakega koi aaj is bechan dil ki lagi ko, 2
Jo bhi kehna hai mujhe wo aaj kehe gujar jane do.

Dewani hu may apke diwane pan ka 2

Dewani hu may apke diwane pan ka 2
shamma bhi hu may aap jaise parwano ka
Bhale kahe ye jamana hume apke dushman 2
Ab to ye pehlu bhi manjur hai hume apke dushmani ka.

Ashiquie ki is mehfil may hume kho jane do, 2

Ashiquie ki is mehfil may hume kho jane do, 2
Pyar ki is masti may hume doob jane do.
Phir na karenge ek bhi shikwa apse, 2
Is pyase dil ki pyas ko aaj bujha lene do.

Aap ki yaad hume ayegi bohot, 2

Aap ki yaad hume ayegi bohot, 2
Par hum ko na yaad karoge kabhi
Ku ke hum to aap ke dushman the janab 2
bhala dushmano ko yaad karte hai kabhi.

Tumhe pane ki cahat may dilbar, sab kuch chorna gawara hai 2

Tumhe pane ki cahat may dilbar, sab kuch chorna gawara hai 2
Sirf ek bar aap ka didar ho jaye, bas us lamhe ka ab intejar hai.

Tanhayi may khoye rehte hai hum 2

Tanhayi may khoye rehte hai hum 2
Aur is tanhayi may jiye jayenge
Tujh ko na kabhi ruswa karenge hum 2
Bas tere yaado may jiye jayenge.

Dil to dard se bhare hai, par juba par na aye koi baat, 2

Dil to dard se bhare hai, par juba par na aye koi baat, 2
Akho se asu jhalakte hai, par dil hi dil may chupa rahe hai wo baat.

Aap se dil lagana to ek ibadat thi hamari 2

Aap se dil lagana to ek ibadat thi hamari 2
Aap se pyar karna bhi to ek cahat thi hamari
Aap ko khuda banaya humne aapne hi jindegi ki 2
Par badle may to aap ne hume sirf bewafai hi di.

Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi,

Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi,
Mere dil ko mehka gaya koi,
Hum anjane raho par chal rahe the,
Achanak hi rasta bata gaya koi...

My Vish

DIL KAHI AB LAGTA NAHI TERE BINA JAOU KAHA AB TERE BINA

DIL KAHI AB LAGTA NAHI TERE BINA JAOU KAHA AB TERE BINA
ROSHNI ME BHI ANDHERA HAI TERE BINA
MANZILE AOR BHI DOOR HAI AB TERE BINA

lOVE U VISH

"पोंछ कर अश्क अपनी आँखों से मुस्कुअराओ तो कोई बात बने,


"पोंछ कर अश्क अपनी आँखों से मुस्कुअराओ तो कोई बात बने,
सर झुकाने से कुछ नहीं होगा सर उठाओ तो कोई बात बने"

Waqt ke jisam ki kharash hoon main


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin

koi ehad bhi usko yaad nahi

koi ehad bhi usko yaad nahi
koi baat bhiuskoyaad nahi

ik shaks ne usko chaha tha
wo zaat bhi usko yaad nahi

jab shab ki bijli chamki thi
aur badal toot ke bersa tha

hum donon jisme bheege the
woh barsat bhi usko yaad nahi

woh sahil dariya phool hawa
woh waada sath nibhane ka

aur shab bhar chand ko dekha tha
woh raat bhi usko yaad nahi

woh kehta tha main sunta tha
main kehta tha woh sunta tha

un lakhon baaton main koi
ik baat bhi usko yaad nahi

Sunday, September 26, 2010

Sehra aap ke pyaar ka mila to hum sambhal jaayenge,

Sehra aap ke pyaar ka mila to hum sambhal jaayenge,
Apni zindagi ke har pal aap ke naam kar jaayenge,
Jaan, aap se mile bagair hum to jee na paayenge...

Aapki yaadon ke rahte hum akele nahi,

Aapki yaadon ke rahte hum akele nahi,
Aapko hum yaad na kare aisa koi lamha nahi,
Aapki yaadein bhi aap ka ehsaas hai,
Har waqt lagta hai aap mere saath hai...

nigahey.n to kehti hai

nigahey.n to kehti hai
juba kehti nahi
ye dil to karta hai eqrar-e-mohabbat
khud kabhi karti nahi........

MANA K BHUL JANA APKI FITRAT HI SAHI,

MANA K BHUL JANA APKI FITRAT HI SAHI,
MAGAR HUMEIN BHUL PANA APKI KISMAT MAIN NAHI
CHAHO TO AZMA KAR DEKHLO,
KHUD KO BHUL JAOGE PAR HUMEIN NAHI.......

VISH

Jab koi saath na ho

Jab koi saath na ho
Dil me bure khayal ho
Bhari Duniya me akele ho
Parivar hote hue bhi sab door ho
Kisi bohat apne ki zaroorat ho
Kisi ke kandhe ki talaash ho
Apni khushiya baatni ho
Saare gam khatam kar ne ho
Tab aap hi to ho
Jo har pal hamare paas ho
Nahi jaante aap k aap kitne khaas ho
Apno ki list me sabse upar aap ho
Aap jaisa agar koi dost sabka ho
To kabhi koi is duniya me tanha na ho

Wednesday, September 22, 2010

dil karta hai jaan tujhe chumty rahu

dil karta hai jaan tujhe chumty rahu
tere hoton k ras ko bas peety rahu
tere badan ki mehak ban tujhse lipty rahu.

Dil tere bhi kare mere bahon me aane ko
tera har ang tadpe bas mery chhuwan pane ko

mery har saanse tery badan ko chhu jaye
jab bhi tu chhue khudko mere chhune ka ehsas aaye.

ये इश्क नहीं घर खाला

ये इश्क नहीं घर खाला का उसको भी समझना लाजिम है |
हर नक्शे कदम पर दिलबर के इस सर को झुकाना पड़ता है ||

"ना दिल से होता है न दिमाग से होता है

"ना दिल से होता है न दिमाग से होता है
यह मिलन तो सिर्फ उसकी रजा से होता है
मिलन की ये खुशबू साँसों में बस गयी है
'इश्क' को यह अहसास और गुदगुदाता है"

" Meri nazro.n ne jab se tumhe apna maana hai

" Meri nazro.n ne jab se tumhe apna maana hai
Koi pal ab mujhe tumse judaa nahi lagta "

" Haasil hai mujh ko tere ulfat ki woh saari khubiyaa
Jo mere justzu ki kitaab mai bakayeda shaamil hai"

मेरी प्राण प्रिया क्या कहें तुमको


मेरी प्राण प्रिया क्या कहें तुमको
कि क्या हो तुम
कह देंगे अगर प्राण हो तुम
तो प्राणों के बाद क्या तेरा साथ न होगा
तुम्ही बताओ न दिलरुबा
तुम्हारी यादो का क्या हमे ख्याल न होगा
कह देंगे अगर दिल हो तुम
तो क्या धड़कन बंद होने के बाद तेरा एहसास न होगा
तुम्ही बताओ न सजनी
तुम्हारी मुस्कराहट का हमे एहसास न होगा
अब तुम्ही बताओ न
क्या हो तुम हमारी
क्यों याद आती हो इतना
क्यों तडपाती हो इतना

Har mulaakat se haseen thi yeh mulakaat,

Har mulaakat se haseen thi yeh mulakaat,
Kahee suni ek dujhe ke dil ki baat,
Gila hai to us shaam se jo raat mein badal gayee,
Dil mein jo thi baat woh dil mein hi reh gayee.

D.panthi

ye pal ye waqt phir na rahenge,

ye pal ye waqt phir na rahenge,

ye pyare din phir na rahenge...

beeta lo kuch pal humare saath bhi,

baad me yaad karoge to shahyad hum na rahenge

Tuesday, September 21, 2010

Main jaanta hoon ke thukrakar Meri Mohabbat ko

Main jaanta hoon ke thukrakar Meri Mohabbat ko
unko bhi kuch khaas khushi na mili hogi,
Kuch din tak gumsum se rehte the woh lagta tha
ke unko bhi mujh se mohabbat rahi hogi,
Hum ne suna tha ke inkar ka matlab iqrar hota,
Lekin yeh bhi ek Afwah hi hogi,
Hume jis ne yeh khabar di shayad us ne na mohabbat ki hogi,
Ab hamari kismat bhi dekhiye zara,
saamna us zaalim ka hota hai har roz,
dekh kar usko dil mein ek dard hota hai,
Sochiye lekin in aanko ko rahhat bhi to milti

hogi...

ek muddat se jise dekha nahi

ek muddat se jise dekha nahi
Aaj bhi wo zahen se utra nahi
Aaj bhi wo toot k aata hai yaad
Aaj bhi main raat bhar sota nahi
Aaj bhi sachha hoon apne ishq me
Aaj bhi wada mera jhoota nahi
Aaj bhi Qayam hoon apne zabt par
Aaj bhi toot kar bikhra nahi
Aaj bhi main hoon to sirf uska
Farq sirf itna hai Wo MERA nahi

Kafi arsa beet gaya

Kafi arsa beet gaya
Janay ab wo kaisa hoga
Waqt ki sari kadwi baten
Chup chap hi sahta hoga
Ab hiB bheegi barish me
bin chhatri ke chalta hoga
Mujh se bichde arsa beeta
Ab wo kis se ladta hoga
Achha tha jo sath hi rahte
Baad me us ne socha hoga
Apne dil ki sari baten
Khud hi khud se kahta hoga

Waqt ki meharbani jisko mile wo koi aur honge

Waqt ki meharbani jisko mile wo koi aur honge
Dil ki bagiyan mai phool khile wo koi aur honge
Regiastaan ka safar,aur karavan chalta raha
Jinhe naseeb mai ho manjilien wo koi aur honge

मैं चातक हुँ, तू बादल है

मैं चातक हुँ, तू बादल है
मैं लोचन हुँ, तू काजल है
मैं आँसू हुँ, तू आँचल है
मैं प्यासा, तू गँगाजल है.
तू चाहे दीवाना कह ले,
या अल्हड मस्ताना कह ले,
तू चाहे रोगी कह ले,
या मतवाला जोगी कह ले,
मैं तुझे याद करते-करते अपना भी होश भुला बैठा.
जिसने मेरा परिचय पूछा, मैं तेरा नाम बता बैठा...

Jabse in hathon ko kisi ne thama hai

Jabse in hathon ko kisi ne thama hai
zindagi jaise badal gayi hai
Jis khushi ke liye
hum tadapte rahen,
woh khushi hamein mil gayi hai


Hothon par unka hi naam rehta hai
aankhon mein usi ke khawab
dil jo bhi sawal karta hai
usi ki nazroon mein milta hai jawab

D.Panthi

Woh aankhon ko chumkar jab kehti hai

Woh aankhon ko chumkar jab kehti hai
tum khuda se maangi hui meri dua ho
lagta hai dil ke har kone main jaise
usi ki mohababt ke rang bhare hue hai

Us se mohabbat karke

Us se mohabbat karke
jannat hamein naseeb hui
ab phir se gam humse dur hai
or har khushi hamare kareeb hai

दिल में गुलशन आँख में सपना सुहाना रख

दिल में गुलशन आँख में सपना सुहाना रख
आसमां की डालियों पर आशियाना रख

हर कदम पर एक मुशिकल ज़िंदगी का नाम
फिर से मिलने का मगर कोई बहाना रख

अर्थ में भर अर्थ की अभिव्यंजना का अर्थ
शब्द की सीमा के आगे भी निशाना रख

कफस का ये द्वार टूटेगा नही सच है मगर
हौसला रख अपना ये पर फड़फड़ाना रख

बेसुरी होने लगी है हर सुबह, हर शाम
अपनी सांसों में मगर कोई तराना रख

तेरे जाने पर जिसे दुहराये ये महफिल
वक़्त की आंखों में इक ऐसा फसाना रख

कल मैने खुदा से पूछा कि खूबसूरती क्या है?

कल मैने खुदा से पूछा कि खूबसूरती क्या है?
तो वो बोले

खूबसूरत है वो लब जिन पर दूसरों के लिए एक दुआ है

खूबसूरत है वो मुस्कान जो दूसरों की खुशी देख कर खिल जाए

खूबसूरत है वो दिल जो किसी के दुख मे शामिल हो जाए और किसी के प्यार के रंग मे रंग जाए

खूबसूरत है वो जज़बात जो दूसरो की भावनाओं को समझे

खूबसूरत है वो एहसास जिस मे प्यार की मिठास हो

खूबसूरत है वो बातें जिनमे शामिल हों दोस्ती और प्यार की किस्से कहानियाँ

खूबसूरत है वो आँखे जिनमे कितने खूबसूरत ख्वाब समा जाएँ

खूबसूरत है वो आसूँ जो किसी के ग़म मे बह जाएँ

खूबसूरत है वो हाथ जो किसी के लिए मुश्किल के वक्त सहारा बन जाए

खूबसूरत है वो कदम जो अमन और शान्ति का रास्ता तय कर जाएँ

आज क इस दोर मैं मोहबत हो जाये किसी से

आज क इस दोर मैं मोहबत हो जाये किसी से
बेतहर यही होगा जहर पी ले वो खुसी से
पहले वादों मैं मारते थे फिर इंतेजार मैं
बड़ी संगीन सजा देते थे लोग प्यार मैं
एक बार उन पे मरकर बे मोत मर गए है
देकर गम को वो दीवाना कर गए है
तमशा बन गया है खुद भरे बाज़ार मैं
ऐसी सजा मिली है मुछको देखो प्यार मैं
हमने बफा का आज ऐसा फरेब खाया है
देकर झूटी तस्श्हली दिल को बहुत समझ्आया है
इश्क ने ला खडा कर दिया है इस कगार मैं
दीवना बना फिरता हु इस सनसाहर मैं
आज भी आंखे लगी है तेरे इंतेजार मैं

बड़ी ही सगीन सजा देते है लोग प्यार मैं

बेहतर नही होता

बेहतर नही होता
सच ये है के जैसा चाहो वैसा नही होता
कोई सह लेता है कोई कह लेता है
क्यूँकी ग़म कभी ज़िंदगी से बढ़ कर नही होता
आज अपनो ने ही सीखा दिया हमे
यहाँ ठोकर देने वाला हैर पत्थर नही होता
क्यूं ज़िंदगी की मुश्क़िलो से हारे बैठे हो
इसके बिना कोई मंज़िल, कोई सफ़र नही होता
कोई तेरे साथ नही है तो भी ग़म ना कर
ख़ुद से बढ़ कर कोई दुनिया में हमसफ़र नही होता!!!

मत इंतज़ार कराओ हमे इतना कि वक़्त के फैसले पर अफ़सोस हो जाये

मत इंतज़ार कराओ हमे इतना कि वक़्त के फैसले पर अफ़सोस हो जाये
क्या पता कल तुम लौटकर आओ और हम खामोश हो जाएँ

दूरियों से फर्क पड़ता नहीं बात तो दिलों कि नज़दीकियों से होती है
दोस्ती तो कुछ आप जैसो से है वरना मुलाकात तो जाने कितनों से होती है

दिल से खेलना हमे आता नहीं इसलिये इश्क की बाजी हम हार गए
शायद मेरी जिन्दगी से बहुत प्यार था उन्हें इसलिये मुझे जिंदा ही मार गए

मना लूँगा आपको रुठकर तो देखो, जोड़ लूँगा आपको टूटकर तो देखो। नादाँ हूँ पर इतना भी नहीं , थाम लूँगा आपको छूट कर तो देखो।

लोग मोहब्बत को खुदा का नाम देते है, कोई करता है तो इल्जाम देते है।
कहते है पत्थर दिल रोया नही करते, और पत्थर के रोने को झरने का नाम देते है।

भीगी आँखों से मुस्कराने में मज़ा और है, हसते हँसते पलके भीगने में मज़ा और है,
बात कहके तो कोई भी समझलेता है, पर खामोशी कोई समझे तो मज़ा और है...!

मुस्कराना ही ख़ुशी नहीं होती, उम्र बिताना ही ज़िन्दगी नहीं होती,

Dil k jakhmo ko unse chupana pada

Dil k jakhmo ko unse chupana pada
Ankh tar hai magar unse muskurana pada
Kaise hai mohbbat ki kasak k bhi kissey
Ruthna chahte the pr unko manana pada.

Mohbbat aise thi ki unko bataye na gye

Mohbbat aise thi ki unko bataye na gye
Chot dil pe thi ess liye dikhaye na gye
Chahte nahi the unse door hona
Par dooria itni thi ki mitaye na gxe.

D.panthi

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,

Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?

Khana barbad e tamana hai humara kya hai

Khana barbad e tamana hai humara kya hai
Din to sehra me cuta biyabano me
Mere bache voh parinde hai
Jinke khatir main sarey shaam bikher jata hu kuch dano k liye.

D.Panthi

Thursday, September 16, 2010

Wo kehte hai agar


Wo kehte hai agar naseeb hua mera to hum unhe jarur payenge..
hum puchte hai unse agar hum badnasib hue to kaise jee payenge ????
--------------------------------------------------------------------------------------------
D.Panthi

AE KHUDA NAZRON KO KUCH AISI KHUDAI DE........

AE KHUDA NAZRON KO KUCH AISI KHUDAI DE........
JIDHAR DEKHU UDHAR VO DIKHAI DE.......
KAASH AISI MEHARBAANIYA HO AAJ HAWA ME........
USSKO PUKARU AUR USSKO SUNAI DE..

sirf mohabbat..........

Likhne wale ek ehsan likh de..
Meri takdir me mere mohabbat ka pyar likh de..
Itna likh ki mera Yaar kabhi mujse naraz na ho..
Chahe to meri takdir mai gum hazar likh de...

I love u Vish

ishQ haiN gunah toh yeh
gunah bar bar kareNge
Karee tuu siitam hazar
par tujh sehi pyar kareNge
tuu tood ye diL lakhooN
par hum tujh se dil lagane k
khata hum bar bar kareNge

tujh se.. aur sirf tujh se
Hii pyar kareNge..

Ai ashQ ban ke palko se chalakene wali,

Ai ashQ ban ke palko se chalakene wali,
aankhooN se tera dedar kar chuka huN.
yeh jante huye ki paa na sakuNga tujhe,
tujhee se hii maiN pyar kar baitha huN.
rahi baat yeh judai wali,too gam nahiN,
marne ke baad bhi tujhe se hi pyar rahega.
maiN mar bhi jau to mere kabr ko sirf..
aur sirf tera hi Intezar rahega...

meri diL ki dhadkaNo ki aawaz ho tum

meri diL ki dhadkaNo ki aawaz ho tum
meri Zindagi ka ek haseen saaz ho tum
Jisko KhwabooN me chaha tha maiNe
Haan..meri mohabbat ka woh.........
woh ek haseen aNdaaz ho tum

Chand pagal haiN kitana ki,

Chand pagal haiN kitana ki,
andhere meiN nikal padta haiN.
Use kya pata Roz taarooN kii
numaish meiN khalal padta haiN.
aai haiN aaj fir unki yaad hume,
ai meri sansooN zara dhire chalo,
meri dhadkanoo ki ibadadt meiN..
bhi khalal padta haiN...

>> Kuch Pyar bhare andaaz...Deven

Dekhe haiN hazaroo mehfiL,
par yeh fiZa kuch aur haiN.
Dekhe haiN hazaroo jalwe,
par teri ada kuch aur haiN.
Yuh too bahut dekhi haiN
gehrai samuNdar ki maiNe
Par teri aankhooN meiN...
dubne ka maza hi kuch aur haiN

Kya jane intihaye dard e dil,

Kya jane intihaye dard e dil,
Hai fakat dil ashnaye dard e dil,
Ek afsana hai meri khamoshi,
Kya chupega marjaye dard e dil,
Jindagi bhar me maila hai yeh sabak,
...
Jindagi hai intihaye dard e dil,
Hajrate dil aap kyu khamosh hai,
Kuch to kahiye mar jaye dard e dil.

Har koi thumsa khaas nahi hota..

Har koi thumsa khaas nahi hota..
Jo khaas hota hai woh kabhie paas nahi hota...
Yakien na aaye tho chandh ko hi dekho....
Jiske dur hote hue bhi duri ka ehsaas nahi hota...!

D.Panthi