Arz kiya hai- Suraj bana to badal bane Chand bana to Tare bane Kuch to baat hai aap mein Kuch to baat hai aap mein Yuhi Nahi PAGAAL kahne bane!!
Ram ne Dhanush kya Toda. To sita duad ke chali aayi
Khrisna ne basuri kya bajai, Radha Bhagti hui aayi
Aur
Humne sirf ek seeti kya mari
To saali baap ko leke aayi!!!
Dard se aankhen char kar lenge.. hum bhi intehan kar lenge.. teri dosti ke khatir e dost... hum dusmano se bhi pyar kar lenge
arzz hai.......
arzz hai.......
aji aapko satana hamara farzz hai!!!
dil se dil lagakar dekh ,
meri yaad me aasu bahakar dekh ,
sms kya call bhi karenge ,
ek baar mere mobail ka billchuka kar dekh!!!
knjusi ke liye oscar ke jab bhi nomination ayega ,
apka naam badi adab se liya jaayega ,
galti se bhi kabhi smsmat karna ,
varna ye mouka bhi haat se nikal jayega!!!
nazron se dekha to tammanna thi darane ki,
nazron se dekha to tammanna thi darane ki,
behosh to hum aise hi hojate,
kya zarurat thi muskurane ki.
Har samundar mein saahil nahin hota
Har jahaaz mein missile nahin hota
Agar Dhirubhai ka sapna nahin hota
To har %$$$ ke paas mobile nahin hota
Khud ko kar buland itnaa..
Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche..
aur khuda tumse puche..
'Abe gadhe... ab utrega kaise '
jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh italy chali gayi
dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le jalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi
Ghar ghar main diya jale
To diwali mat samjho
Agar main tera peeche paroon
To mawali mat samjho
Tere ishq main janam kya se kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee hai, nahaaye jamana ho gaya
Likho to kuch aisa likho ki kalam bhi rone ko majbur ho jaye.....
Har lafz me dard itna bhar do ki examiner bhi pass karne ko majbur ho jaye...
har nazar mai ek kashish hoti hai
har dil mai ek chahat hoti hai
mumkin nahi har ek ke liye TAJMAHAL bananan
kyonki har dil mai chaar - paanch mumtaz hoti hai
Shahjehan ne TAJMAHAL ki har kali ko dekha,
har imarat ko dekh ke kaha
Mohabbat ki kasam sala bahut karcha hua
AAkhon ke kinare humne bhigoye hi nahi,
woh sochte hai hum roye hi nahi,
woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
hum hai ki unko dekhne k baad soye hi nahi...
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai..........
sham diyonse sajaye baithe hai,
yehi to hai jo mera dil churaya baithe hai,
hamara diwangi to dekho yarro,
unke ane ki aasme rahonme palke bichaye baithe hai!
Agar tujh mein himmat hai
To kutub minaar ko hila kar dikha,
Aur agar nahin, to mere paas baeth,
Do ghoont maar,Aur Kutub minar ko ! hilta hua dekh
Agar tujh mein himmat hai
To kutub minaar ko hila kar dikha,
Aur agar nahin, to mere paas baeth,
Do ghoont maar,Aur Kutub minar ko ! hilta hua dekh