Tuesday, October 23, 2012

Happy B'day "Choti"






bday45.gifbday45.gif



Monkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey Emoticon
Bear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear Emoticon
Onion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion Icons










chaaaWink
ise dekhnaROFL





http://dl4.glitter-graphics.net/pub/1593/1593434pwciphfra9.gif


जब से, जिस दिन हम बात की,
यह महज संयोग नहीं था ...
उस दिन से
हमारी दोस्ती एक गुलाब की तरह खिला,
हम अचानक बन गया है, बहुत करीब है.

विश्वास और समर्थन, परस्पर भरोसा करते हैं,
सबक सीखा, हम लागू नहीं किया.
अनुभव पढ़ाया जाता है, जीवन के पाठ्यक्रम पर,
गलतियाँ अक्सर थे, आम और व्याप्त है.

पीछे मुड़कर मुझे मुस्कान बनाता है,
तुम हमेशा, शैली की बहुत प्रदर्शित है.
इस दिन पर, जब तुम पैदा हुए थे,
आसमान भर गया था, के साथ सितारों सजाना.

The image
http://dl10.glitter-graphics.net/pub/1038/1038620rmqo1z6a83.gif



















"I am sending birthday wishes,
from far across the miles,
tied with lace and ribbons,
my special birthday smile.

Also hugs and kisses,
wrapped in special prayers,
happiness and laughter,
joy beyond compare.

Wishing you warm sunshine,
each day when you awake,
peace within and harmony,
with every step you take.

As you drift off in slumber,
and nestle upon the clouds,
know i am thinking of you,
from way across the miles." 


http://ecx.images-amazon.com/images/I/41NxVmTF7eL._AA280_.jpg vspace5


http://www.archiesonline.com/gateway/category/Bunches/500-XP14_500x500.jpg vspace5



Warm wishes for you today,
May good luck come your way,
Free you from all the worries,
And enlighten everything,
With your cool presence.
PartyWishing you a Happy Birthday!Party





Monkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey EmoticonMonkey Emoticon
Bear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear EmoticonBear Emoticon
Onion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion IconsOnion Icons







sweet couples















Friday, August 31, 2012

Jeevan Ko Mehekati Hai


subha subha ki ye peheli kirne…….. galo ko sehelati hai……..
aakho ko jab baand karo to ………..samane tu nazar aati hai……
subha subha ki ye tazi khushbu ……..jeevan ko mehekati hai …….
aakho ko jab baand karo to……..samane tu nazar aati hai …….
tere bare me sochta hu me …….aakhe meri bhar aati hai ……..
subha subha ki ye peheli kirne …….galo ko sehelati hai………
kabhi kabhi ye sochta hu me ……..tujhse pyar kiyo karta hu ……
tujhko to malum nhi me ………jita hu ya marta hu ………
aakho ko jab baand karo to ……. samane tu nazar aati hai …….
kabhi kabhi ye sochta hu me……tujhse kitana pyar karta hu ……..
is dil me to tu hi hai ye ……..keyse mein beyaan karo…….
aakho ko jab baand karo to…….. samane tu nazar aati hai …….
subha subha ki ye peheli kirne ………galo ko sehelati hai ………
subha subha ki ye tazi khushbu ………jeevan ko mehekati hai …….

Aj betha veran...


Aj betha veran
me kuch soch rha tha <3 br="br">Jise chaha muddat se
Use khoj rha tha
Udte parinde ki trh
Manjil ko panne ke liye
Usse mulakat krne ke liye
Uske pass aane ke liye
Tadaf rha tha
Dhundte dhundte mera sara
Groor deh gya
Aaj phir mai akela veran reh gya
Sochte sochte is rah par
Phauncha
Jise chaha wo ek soch ban
Kar reh gya <3 br="br">Galti par galti krte rhe
Use pane ke liye
dunia se ladte rhe aapna bnane
ke liye <3 p="p">

Tuesday, July 3, 2012

Aye Zindagi Tu Hi Bata Khoya Hai Jo Paaun Kahan Har Bhool Ko Maafi Mile Roothe Palon









Aye zindagi tu hi bata
Khoya hai jo paaun kahaan?
Har bhool ko maafi mile
Roothe palo'n ko main laaun manaa?

Naa jaane kitni hansti aankhon ke
Saare sapne chheen liye maine
Saaye hain chheene kitne saro'n se
Aur kitne ghar phoonk diye maine
Naa jaane kitne rishton ki dor main kaat ke aaya hoon
Itni baatein bhoolun main kaise?
Kaise main khud ko apnaaun...?

Aye zindagi tu hi bataa
Khoya hai jo paaun kahaan?
Har bhool ko maafi mile
Roothe palon ko main laaun manaa

Hey Hey

Ho aankhein bhi khuli, maaloom tha sab
Sab kuch hote dekh raha tha main
Phir bhi naa kuch bhi roka maine
Jaane kis lehar baha tha maine

Kaash ye sab ik khwaab hi ho
Aankh khule to sab theek mile
Bojh ye bann ke jaaye utar
Dil ye mera phir se khile

Aye zindagi tu hi bata
Khoya hai jo paaun kahaan?
Har bhool ko maafi mile
Roothe palon ko main laaun manaa

Thursday, June 7, 2012

Tum ho..........


Humne socha na tha

Humne socha na tha hume b kisise pyar hoga....
dil bekrar aankho me kisika intzaar hoga....
shikayat nahi karte hum k koi nai mera ....
hoga koi to is dunia me jo mujhpe marta hoga....


Khafa ho gaye

Khafa ho gaye hum khudse hi....
na karna tha usise pyar kar liya....
ab chahkar kisiko chah nahi pate....
khud hi dil ka darwaja band kar liya....

Kyu meri chahat

Kyu meri chahat uske liye kam nahi hoti....
jab k dil janta hai wo kisi or ki ho gayi hai...
kyu ye sanse ab khatam nahi hoti.....
jab k ab hum samzte hai k ab ye tham gayi.....

Use khafa hone

Use khafa hone nahi denge,
aankho me aasu aane nahi denge....
Koi chahe hume b ek bar...
khuda kasam shikayat ka mauka nahi denge..

barsaat

Aaj barish rukne ka naam nahi le rahi thi...
pata nahi q par wo is barish me bhig na saka...
shayad barish uske liye nahi barsati ab...
ya shayad wo bhigne k kabil na ban saka....
pata nahi barish galat waqt barsati hai...
yaa wo sahi waqt par pahoch na saka...
jo b hai wo pyar hai dono k dil me...
par is prem kahani ko koi samaz na saka...

tum bin

Laut k aa jao k tum bin ab jiya nahi jata...
tanhayi ka ye jaam ab humse piya nahi jata...
tut sa gaya hu mai tere jane k baad...
k lakh koshisho k bad kisise pyar kiya nahi jata...
k aa jao tum bin ab jiya nahi jata...
sara shehar ab anjan ban gaya hai..
jo kuch apna tha wo sab kho gaya hai..
sab chale gaye mujhe tanha karke..
ab kisike koi wada kiya nahi jata..
k aa jao tum bin ab jiya nahi jata..
har pal teri yaado ne mujhe rulaya..
na marne diya na kisika hone diya..
kyu teri yaado ne mujhe itna sataya...
mar kar in yaado ko mitaya nahi jata..
k aa jao tum bin ab jiya nahi jata..

Sirf Tumhara Hai...

Aaj Bhi Meri Yaado Me Chehra Tumhara Hai,
Mere Khwabon Khayalo Pe Pehra Tumhara Hai,
Teri Chahat Ka Asar Is Kadar Hai Dil Pe,
Ye Dil Ab Tak Usi Mod Pe Thehra Hai…

Sine Me Tere Jo Dil Hai Wo Mera Hai,
Dhadkane Gaati Hai Geet, Wo Geet Mera Hai,
Bas Yahi Sochkar Muskurate Hai Hum,
Gair Ki Baho Me Hi Sahi Khush Hai Wo Pyar Mera Hai…

Teri Yaado Ke Siwa Na Kisika Sahara Hai,
Chale Hai Manjil Ki Talash Me, Bahut Dur Ab Kinara Hai,
Bas Isi Ummid Se Safar Pe Chal Pade Hai,
Shayad Us Paar Khada Hai Wo Pyar Humara Hai,

Ab Na Rahe Kisi Ke Hum, Na Koi Humara Hai,
Par Mai Tumara Hu Aur Dil Ab Bhi Tumhara Hai,
Bhale Hi Badal Jaye Mausam, Badal Jaye Duniya,
Jise Humne Ab Tak Sambhala Wo Pyar Tumhara Hai…

Wednesday, May 23, 2012

~¤Silent_TEARS¤~


Mshkara bankar sbko hsana chaya tha..Sbki zindagi me khusiyo ka phool khilana chayatha..Par kabi kabi ye jokar b kar bethta hai nadani..Apna atit yad kar kar uski akh se b bheta h pani..Tum ish nadan ki baato ko dil se na lga jana,, bsek sapna smjh bhula jana,,,kuch deir bad ye mashkara fer se ushi rang me aajayega,,apko ache ache kisse khaniya sunayega.;(;(

Wednesday, May 16, 2012

Kaati Hai GaM Ki Raat Bade EhtiraaM Se,

Kaati Hai GaM Ki Raat Bade EhtiraaM Se,
Aksar Bujha Liya Hai Chiragon Ko ShaaM Se,

Roshan Hai Apni BazM Aur Is EhtiMaaM Se,
Kuch Dil Bhi Jal Rahe Hai Chiragon Ke NaaM Se,

Muddat Hui Hai Khoon-E-TaManna Kiye Magar,
Ab Tak Tapak Raha Hai Lahoo Dil Ke JaaM Se,

Subah-E-Bahaar HuMko Bulati Rahi Magar,
HuM Khelte Rahe Kisi Zulfon Ki ShaaM Se,

Har Saans Par Hai Maut Ka Pehraa Laga Hua,
Aahista Aye Hayaat Guzar Is MaQaaM Se,

Kaati TaMaaM UMar Fareb-E-Bahar Mein,
Kaante SaMette Rahe Phoolon Ke NaaM Se,

Ye Aur Baat Hai Ke HuM Na Sun Sake,
Awaz Usne Di Hai HaMein Har MaQaaM Se..

UMMeedon Ke Phool Khile Hai

UMMeedon Ke Phool Khile Hai Aas Ki Kaliyan Chatki Hai,
Barso Baad Use Dekha To Aankhein Kisne Jhapki Hai,

Usne Apne Khat Mein Mujhko Kitne Dard Se Likha Hai,
Ab To Gaanv Aaya Karna Ab To Sadkein Pakki Hai,

Jaane Kisko Kahan Mile The Kaun Kahan Par Bichhda Tha,
HuMne Aisi Saari Yaadein Nasiyaa'n Taak Pe Rakhi Hai,

Kachhe Dhaagon Ka Bandhan Ho Ya Zanjeerein Sone Ki,
Dil Jazbon Se Khali Ho To Sab Tadbeerein Kachhi Hai,

Talhiyan Baantne Walon Ko Bhi HuMse Nahi Shikwa,
Kaisi Kaisi Zehrein HuMne AMrit Jaanke Chakkhi Hai...

Ajab Apna Haal Hota Aga

Ajab Apna Haal Hota Agar Vasl-E-Yaar Hota,
Kabhi Jaan SadQe Hoti Kabhi Dil Nisaar Hota,

Na Maza Hai DushMani Mein Na Hai Lutf Dosti Mein,
Koi Gair Gair Hota Koi Yaar Yaar Hota,

Ye Maza Tha Dillagi Ka Ke Barabar Aag Lagti,
Na TuMhe Qaraar Hota Na HaMein Qaraar Hota,

Tere Waade Par SitaMgar Abhi Aur Sabr Karte,
Agar Apni Zindagi Ka HaMein Aitbaar Hota...

Lakhon Ki Bhid Mein Hoon,

Lakhon Ki Bhid Mein Hoon,
Phir Bhi Akela Hoon,

Suraj Ki Roshni Mein Hoon,
Fir Bhi Andhera Hoon,

Dil Ka Kya Haal Kahun,
Ek Luta Hua Musafir Hoon,

Dil To Le Hi Gaye The,
Dhadkan Bhi Le Jaate,

Jo Soona Pan Diya Hai,
Usse Apne Dilse Bhar Jaate,

Ek Haseen Sa Tasavuur In
Aankhon Mein Chhod Jaate,

Aakhri Pal Mein Hi Sahi,
HaMare HuMsafar Ho Jaate...

Pyaar Ne HaMein Deewana Bana Rakha Hai,

Pyaar Ne HaMein Deewana Bana Rakha Hai,
Dilki Mehfil Ko HuMne Tere NaaM Se Saja Rakha Hai,

Har Roz Karte Hai Ise Sajda,
Iska NaaM HuMne Khuda Rakha Hai,

Iski Bandagi Mein Koi KaMi Na Ho,
Khudko HuMne Iska GulaM Bana Rakha Hai,

Ab HaMara Dil Hi HaMara Nahi,
Isko HuMne Aapke NaaM Se
Apne Seene Mein AManat Ki Jagah Rakha Hai.

Jo Bhi Dukh Yaad Na Tha Yaad Aaya,

Jo Bhi Dukh Yaad Na Tha Yaad Aaya,
Aaj Kya Janiye HuMko Kya Kya Yaad Aaya,

Jis Tarah Dhund Mein Lipte The Kuch Phool,
Ek Ek NaQsh Tera Yaad Aaya,

Yaad Aaya Bichhadna Tera,
Phir Nahi Yaad Ke Kya Kya Yaad Aaya,

Ye Mohabbat Bhi Hai Kya Rog,
Jisko Bhoole Wohi Sada Yaad Aaya.

Tadapti Aankhon Ko Bhi Ek Sapna Chahiye,

Tadapti Aankhon Ko Bhi Ek Sapna Chahiye,
Toota Hai Dil Isko Ab Sahara Chahiye,

Ke Ab Hai HuM Tanha Khushiyon Ki Mehfil Mein Bhi,
Ke Ab HaMein Ek Apna Chahiye,

Sadiyon Se HuMne Akele Ye Chandni Raatein Guzari Hai,
Chaand Ko Chandni Hui Naseeb Ab HaMein Apna Ek Chaand Chahiye,

Door Ho TuM Mujh Se UMr Beeti Na Hua HaMara Milan,
Ab HaMein Milneka Koi Bahana Chahiye...

Friday, May 11, 2012

Chehre ki hasi se har gam chupao,

Chehre ki hasi se har gam chupao, 

Bahut kuch bolo par kuch na batao... 


Khud na rutho kabhi, par sabko manao 


Ye Raz hai Zindagi ka, 


Bas Jite chale jao!!!

Friday, April 27, 2012

"ek shaks ki yaad

"ek shaks ki yaad kitne roop badalti hai judai ki rahoo me tanhai bhi machalti hai "
kyun diya mohabat ka ye ajib sa dukh na zindagi katiti ha na jaan nikalti hai"
" usa bhulana mai khud ko bhula baitha magar soch ki har raha usi sa milti hai"
ajib rista bandha ha dard ka dil sa bahta aansu sa hi dil ki halat sambhalti hai"
mohabat ka ya safar aaga badhta bhi kaisa nafrat ki shiddat meri mohabat ko kuchalti hai"
kuch iss tarah ghamo ka daldal mai fansa hum khilta phool ko jaisa khizaan nigalti ha"

Sunday, April 15, 2012

कुछ आदतें अक्सर ऐसी हमारे जीवन मैं शामिल होती है

कुछ आदतें  अक्सर ऐसी हमारे जीवन मैं शामिल होती है जिनका हमारे स्वास्थ्य को 
बनाने या बिगाड़ने मैं बहुत योगदान होता है. आइये एक नजर डालकर देखतें 
हैं इन आदतों पर.
स्वास्थ्य बनाने वाली आदतें :
१. व्यायाम करना
२. सुबह शाम सैर करना
३. नियमित जीवन शैली
४. स्वच्छता पूर्वक रहना
स्वास्थ्य बिगाड़ने  वाली आदतें : 
१. धुम्रपान  करना
२. नशा करना 
३. अनियमित जीवन शैली
४. अनाप शनाप खाने की आदत



.

sehat ka rakhain dhyaan

दोस्तों,  आपको  अपनी  सेहत का ध्यान रखना चाहिए. अगर हमारी सेहत अच्छी  है तो ही हम इस दुनिया मैं   
कोई  बड़ा काम कर सकते है नहीं तो  बीमार आदमी तो अपने घरवालों पर ही  बोझ होता है. सेहत कैसे बनी रहे
यह निर्भर करता है चार बातों पर  १. आहार २. श्रम ३. विश्राम ४. संयम 
अब हम इन चारों बातों पर चर्चा करेंगे पहली बात है आहार जिससे की शारीर बनता है और  उसका पोषण 
होता  है आहार जहां तक हो सके शुद्ध होना चाहिए, खूब भूख लगने पर चबा चबा कर खाया जाना चाहिए.
दूसरी बात है  श्रम. श्रम या मेहनत से ही शरीर मैं आहार आत्मसात  होतां है इसीलिए पहलवान लोग  घंटों अखाड़े मैं
पसीना बहातें  है. तीसरी बात विश्राम जिससे की फिर से काम करने की शक्ति आती है.

Thursday, April 12, 2012

shiksha

shiksha deti nai hai manjil
naya path,naya ujiara,
jaise bahti nadiya ki dhara,
ja milti sagar se hai.
wahi ashiksha bebas dikhati
mano ruka huwa jal hai
shiksha naya chhor hai to
ashiksha manjhadhar hai
jaha dar sirf har hai,
ha ! shiksha ek balwan hai to,
ashiksha nirbal bhikhari,
jo sada shiksha se hai hari
sada hari.

Wednesday, November 16, 2011

Teri muskan hamari kamjori hai,

Teri muskan hamari kamjori hai, 
keh na pana hamari majburi hai, 
tum kyu nahi samajhte hamari khamoshi ko, 
kya khamoshi ko juban dena jaruri hai?