Us Ka Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jata Hoon, Us Ko Jab Yaad Karta Hoon Bhulana Bhool Jata Hoon, Bohut C Aisi Baatain Hain Jo Mere Dil Mein Rehti Hain, Magar Jab Us Se Milta Hoon Sunana Bhool Jata Hoon, Us Ke Bad Ab Her Pal Bari Mushkil Se Katta Hai, Mein Aksar Us Ko Khawabon Mein Batana Bhool Jata Hoon, Mein Her Sham Kehta Hoon Ke Us Ko Bhool Jaon Ga, Magar Jab Subha Hoti Hai Tu Bholana Bhool Jata Hoon,
I Love You
- 2012
- Aahil Khan Sitamau
- Bewafa
- Choti
- Christmas
- Day's
- Dosti
- Fill in Alon
- Friendship Day
- Fun Video
- Gramoday Seva Kendra Sitamau
- Heart
- Hindi Kavitaye
- IT
- Jokes
- Latest Mix
- Life
- Love SMS
- Nature comment
- New Year SMS
- Only love
- Pramot
- Prasnal
- Rab Ka Shukrana
- REPUBLIC DAY
- Sad love
- shayar
- shayri
- Story
- The Host Multi
- Type Music
- wallpaper
- Wish...
Wednesday, May 23, 2012
Wednesday, May 16, 2012
Kaati Hai GaM Ki Raat Bade EhtiraaM Se,
Kaati Hai GaM Ki Raat Bade EhtiraaM Se,
Aksar Bujha Liya Hai Chiragon Ko ShaaM Se,
Roshan Hai Apni BazM Aur Is EhtiMaaM Se,
Kuch Dil Bhi Jal Rahe Hai Chiragon Ke NaaM Se,
Muddat Hui Hai Khoon-E-TaManna Kiye Magar,
Ab Tak Tapak Raha Hai Lahoo Dil Ke JaaM Se,
Subah-E-Bahaar HuMko Bulati Rahi Magar,
HuM Khelte Rahe Kisi Zulfon Ki ShaaM Se,
Har Saans Par Hai Maut Ka Pehraa Laga Hua,
Aahista Aye Hayaat Guzar Is MaQaaM Se,
Kaati TaMaaM UMar Fareb-E-Bahar Mein,
Kaante SaMette Rahe Phoolon Ke NaaM Se,
Ye Aur Baat Hai Ke HuM Na Sun Sake,
Awaz Usne Di Hai HaMein Har MaQaaM Se..

UMMeedon Ke Phool Khile Hai
UMMeedon Ke Phool Khile Hai Aas Ki Kaliyan Chatki Hai,
Barso Baad Use Dekha To Aankhein Kisne Jhapki Hai,
Usne Apne Khat Mein Mujhko Kitne Dard Se Likha Hai,
Ab To Gaanv Aaya Karna Ab To Sadkein Pakki Hai,
Jaane Kisko Kahan Mile The Kaun Kahan Par Bichhda Tha,
HuMne Aisi Saari Yaadein Nasiyaa'n Taak Pe Rakhi Hai,
Kachhe Dhaagon Ka Bandhan Ho Ya Zanjeerein Sone Ki,
Dil Jazbon Se Khali Ho To Sab Tadbeerein Kachhi Hai,
Talhiyan Baantne Walon Ko Bhi HuMse Nahi Shikwa,
Kaisi Kaisi Zehrein HuMne AMrit Jaanke Chakkhi Hai...

Ajab Apna Haal Hota Aga
Ajab Apna Haal Hota Agar Vasl-E-Yaar Hota,
Kabhi Jaan SadQe Hoti Kabhi Dil Nisaar Hota,
Na Maza Hai DushMani Mein Na Hai Lutf Dosti Mein,
Koi Gair Gair Hota Koi Yaar Yaar Hota,
Ye Maza Tha Dillagi Ka Ke Barabar Aag Lagti,
Na TuMhe Qaraar Hota Na HaMein Qaraar Hota,
Tere Waade Par SitaMgar Abhi Aur Sabr Karte,
Agar Apni Zindagi Ka HaMein Aitbaar Hota...

Lakhon Ki Bhid Mein Hoon,
Lakhon Ki Bhid Mein Hoon,
Phir Bhi Akela Hoon,
Suraj Ki Roshni Mein Hoon,
Fir Bhi Andhera Hoon,
Dil Ka Kya Haal Kahun,
Ek Luta Hua Musafir Hoon,
Dil To Le Hi Gaye The,
Dhadkan Bhi Le Jaate,
Jo Soona Pan Diya Hai,
Usse Apne Dilse Bhar Jaate,
Ek Haseen Sa Tasavuur In
Aankhon Mein Chhod Jaate,
Aakhri Pal Mein Hi Sahi,
HaMare HuMsafar Ho Jaate...
Phir Bhi Akela Hoon,
Suraj Ki Roshni Mein Hoon,
Fir Bhi Andhera Hoon,
Dil Ka Kya Haal Kahun,
Ek Luta Hua Musafir Hoon,
Dil To Le Hi Gaye The,
Dhadkan Bhi Le Jaate,
Jo Soona Pan Diya Hai,
Usse Apne Dilse Bhar Jaate,
Ek Haseen Sa Tasavuur In
Aankhon Mein Chhod Jaate,
Aakhri Pal Mein Hi Sahi,
HaMare HuMsafar Ho Jaate...
Pyaar Ne HaMein Deewana Bana Rakha Hai,
Pyaar Ne HaMein Deewana Bana Rakha Hai,
Dilki Mehfil Ko HuMne Tere NaaM Se Saja Rakha Hai,
Har Roz Karte Hai Ise Sajda,
Iska NaaM HuMne Khuda Rakha Hai,
Iski Bandagi Mein Koi KaMi Na Ho,
Khudko HuMne Iska GulaM Bana Rakha Hai,
Ab HaMara Dil Hi HaMara Nahi,
Isko HuMne Aapke NaaM Se
Apne Seene Mein AManat Ki Jagah Rakha Hai.

Jo Bhi Dukh Yaad Na Tha Yaad Aaya,
Jo Bhi Dukh Yaad Na Tha Yaad Aaya,
Aaj Kya Janiye HuMko Kya Kya Yaad Aaya,
Jis Tarah Dhund Mein Lipte The Kuch Phool,
Ek Ek NaQsh Tera Yaad Aaya,
Yaad Aaya Bichhadna Tera,
Phir Nahi Yaad Ke Kya Kya Yaad Aaya,
Ye Mohabbat Bhi Hai Kya Rog,
Jisko Bhoole Wohi Sada Yaad Aaya.

Tadapti Aankhon Ko Bhi Ek Sapna Chahiye,
Tadapti Aankhon Ko Bhi Ek Sapna Chahiye,
Toota Hai Dil Isko Ab Sahara Chahiye,
Ke Ab Hai HuM Tanha Khushiyon Ki Mehfil Mein Bhi,
Ke Ab HaMein Ek Apna Chahiye,
Sadiyon Se HuMne Akele Ye Chandni Raatein Guzari Hai,
Chaand Ko Chandni Hui Naseeb Ab HaMein Apna Ek Chaand Chahiye,
Door Ho TuM Mujh Se UMr Beeti Na Hua HaMara Milan,
Ab HaMein Milneka Koi Bahana Chahiye...

Friday, May 11, 2012
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuch bolo par kuch na batao...
Khud na rutho kabhi, par sabko manao
Ye Raz hai Zindagi ka,
Bas Jite chale jao!!!
Bahut kuch bolo par kuch na batao...
Khud na rutho kabhi, par sabko manao
Ye Raz hai Zindagi ka,
Bas Jite chale jao!!!