"ek shaks ki yaad kitne roop badalti hai judai ki rahoo me tanhai bhi machalti hai "
kyun diya mohabat ka ye ajib sa dukh na zindagi katiti ha na jaan nikalti hai"
" usa bhulana mai khud ko bhula baitha magar soch ki har raha usi sa milti hai"
ajib rista bandha ha dard ka dil sa bahta aansu sa hi dil ki halat sambhalti hai"
mohabat ka ya safar aaga badhta bhi kaisa nafrat ki shiddat meri mohabat ko kuchalti hai"
kuch iss tarah ghamo ka daldal mai fansa hum khilta phool ko jaisa khizaan nigalti ha"